Thursday, October 13, 2011

Divyaa Wedding Invitation..

Niyotha hai Shadi ki

Divyaa Yelishetty hai vunka naam

char panno mein batayenge unka kaam

Hardhum kare dostonko badnaam

har ek amma babu ki maan

thyohaar ki jaan

puja paat ki shaan

Gaav vallo shaadi mein zaroor aayeyega

nahi tho hojayegi Dulhan pareshaan

No comments:

Post a Comment