Wednesday, December 28, 2011

Chahath...

Chahaata pure dilse unhe..mangaatha har dharbar mein unhe
Har ek duva mein teh wahi…
Har ek duva mein teh wahi…
Par kuda ne ek aarz bhi na suni…
Par kuda ne ek aarz bhi na suni…
Kehne lage uss kawaish ko kubul kyu kare
Uss kawaish ko kubul kyu kare..
Jo tumhare liye bana hi nahi…

Tuesday, November 22, 2011

Sooch..

Kisi Sharif ki Sharafath na kahe..
Toh Kisi Sharabi Ka badbadaahat kahe jaye
Kisi Buzug ke lakh kosish bekar rahe..
Toh bachon ke bachpana sab sulajayee
Samaj Samaj ki Baat hai Bhaiyaa..
Samaj Samaj ki Baat hai Bhaiyaa..
Dikawat aur Umar se koi gyani na banpaaye

Thursday, October 13, 2011

Archive 2 Pyaar Ki Daasthan

Aapka Nashaa Ankho mein samaagaya hai
Aapka Nashaa Ankho mein samaagaya hai
Aapka Taaswir Dil mein busgaya hai
aap Dil aur Dimaag mein is kadar chagaye ho
aap Dil aur Dimaag mein is kadar chagaye ho
Kuch bhi kahoo toh bus naam aapika aajaye

Divyaa Wedding Invitation..

Niyotha hai Shadi ki

Divyaa Yelishetty hai vunka naam

char panno mein batayenge unka kaam

Hardhum kare dostonko badnaam

har ek amma babu ki maan

thyohaar ki jaan

puja paat ki shaan

Gaav vallo shaadi mein zaroor aayeyega

nahi tho hojayegi Dulhan pareshaan

Papa..

Different Versions...

This was probably my first peom/shayari..was going through my 2004 dairy and found it..

मुस्कुराहट को हासी में

हासी को कुशी में

कुशी को यादो में

यादो को ज़िन्दगी में

ज़िन्दगी को खवाबो में

खवाबो को हकीक़त में

हकीक़त को प्यार से रंगाया

दो पन्नो में कहू तो

जिंदगीकी हर एक हकीक़त को हसी कुशी से खवाबसा सजाया

हकीक़त को मुस्कुराते हुये यादगार बनाना अपिने सिकाया

पापा हम आज जोबी है बस आपिने बनाया..
-----------------------------------------------------------------------------------
A Shayari for My DAD :)-Mr.Makthal Prabhu Kumar

Bachpan ko pyaar se Rangaaya
zindagi ko khushiyo se Sajayaa
Imaan se jeena Sikayaa
... Har mushkil se hume Bachayaa
sudharne ka tarika Samjayaa
Papa Hum aaj jo bhi hai bus aapine Banayaa

September 29 at 10:27am
-----------------------------------------------------------------------------------
My wonderful typical father!!

prabhu kumar to prerna makthal :

Corrected Version Beta :

Rangaaya bachpan ko pyaar se
sajayaa zindagi ko khushiyo se
sikayaa jeena Imaandhari se
Bachayaa hume Har mushkil se
samjayaa tarika sudharne ka
aaj jo bhi hai hum pappa bus aaphee se..

Sounds better is'int it?

October 4 at 1:10pm

Archive 1 Pyaar ki dasthaan :)

हे दिल जुटाले हिमत और कूद वोह दीवार

हे दिल जुटाले हिमत और कूद वोह दीवार

अबा को सम्जलेंगे कल परसु या कभी और|

-------------------------------------------------------------------------------------
हम ना मानते खुदा या जन्नत को

हम ना मानते खुदा या जन्नत को

तुमे देखा तो लगा जन्नत हो या खुदा वो तुम्ही हो और सिर्फ हमारे हो |

-------------------------------------------------------------------------------------
उदास सी ये ज़िन्दगी में आप आगये थो जैसे सासे भर गयी

उदास सी ये ज़िन्दगी में आप आगये थो जैसे सासे भर गयी

आब से ये दिल चाहत ही क्या ये सारा जहा आपको सोप्दी|

-------------------------------------------------------------------------------------
शब्द से भयान नहीं कर सकते बोल कम पद्जाएगी

शब्द से भयान नहीं कर सकते बोल कम पद्जाएगी

ये अधि अदुरी शायरी भी ना पूरा कर सकी

ये कहेने के लिए कितनी मोहोबत है आपसे सनम|
-------------------------------------------------------------------------------------

ज़िन्दगी हमारी एक काव्ब से कम नहीं

ज़िन्दगी हमारी एक काव्ब से कम नहीं

रंग ही रंग भर जायेंगे इस अदुरे काव्ब में

रंग ही रंग भर जायेंगे इस अदुरे काव्ब में

बस आपका अनेका इंतज़ार है|

-------------------------------------------------------------------------------------

हर दीवार खो थोड दूंगा तुम्हे पानेके लिए सनम

हर दीवार खो थोड दूंगा तुम्हे पानेके लिए सनम

बस एक बिन्थी है..

दिन होया रात कुतोंको बांद के रकिये हरदम

Wednesday, October 12, 2011

Kwaab aur Kayal..

Aaj Ya Kal Ka phikar nahi..
Aaj Ya Kal Ka phikar nahi..
Din ho ya Raat Kabar nahi..
Na Kwaish Hai..Na koi Sikayath..
Na Kwaish Hai..Na koi Sikayath..
Bus unike kayaal mein ghum hai Kahi...

Chulbuli..

Milke Maa ko bahut sathayaa
Papa ko Hasayaa aur Manayaa
Zyaada tho tune meri Band Bajayaa
Har Mushkil mein saath nibhayaa
Himath Badayaa Hosla Dilayaa
Chulbul aur pyaarsi meri behenaa
Tu bilkul na badalnaa bus aisehi rehnaa