Kisi Sharif ki Sharafath na kahe..
Toh Kisi Sharabi Ka badbadaahat kahe jaye
Kisi Buzug ke lakh kosish bekar rahe..
Toh bachon ke bachpana sab sulajayee
Samaj Samaj ki Baat hai Bhaiyaa..
Samaj Samaj ki Baat hai Bhaiyaa..
Dikawat aur Umar se koi gyani na banpaaye