Chahaata pure dilse unhe..mangaatha har dharbar mein unhe
Har ek duva mein teh wahi…
Har ek duva mein teh wahi…
Par kuda ne ek aarz bhi na suni…
Par kuda ne ek aarz bhi na suni…
Kehne lage uss kawaish ko kubul kyu kare
Uss kawaish ko kubul kyu kare..
Jo tumhare liye bana hi nahi…