Wednesday, October 12, 2011

Chulbuli..

Milke Maa ko bahut sathayaa
Papa ko Hasayaa aur Manayaa
Zyaada tho tune meri Band Bajayaa
Har Mushkil mein saath nibhayaa
Himath Badayaa Hosla Dilayaa
Chulbul aur pyaarsi meri behenaa
Tu bilkul na badalnaa bus aisehi rehnaa

No comments:

Post a Comment